Skip to content
Samaj news Official
Neha Jangra
Beri · 1 day ago · Public

Ravivar ko free health camp

Is Ravivar subah 9 se 1 baje tak Vishwakarma Bhawan, Beri mein free health camp. Sugar, BP aur joint pain ki jaanch, aur Ayurvedic dawai muft. Buzurgon ko zaroor laayein. ๐ŸŒฟ

Comments (2)

Ritu Vishwakarma
Bahut acchi jaankari di aapne, dhanyavaad.
19 hours ago
Neha Jangra
Dhanyavaad Ritu ji ๐Ÿ™
18 hours ago